Kisakaa Hai Ye Tumako Intazaar Main Hun Naa Lyrics

Posted by & filed under , .

Singer: Shreya Ghoshal, Sonu Nigam
Movie / Album: Main Hoon Na (2004)
Actor: Shahrukh Khan, Sushmita Sen

kiska hai ye tumko intjar mai hun na
dekh lo idhar to ek baar mai hun na
kiska hai ye tumko intjar mai hun na
dekh lo idhar to ek baar mai hun na

khamosh kyun ho jo bhi kahna hai kaho
dil chahe jitna pyar utna maang lo
tumko milega utna pyar mai hun na
kiska hai ye tumko intjar mai hun na
dekh lo idhar to ek baar mai hun na

kabhi jo tum socho ke tum ye dekho
are kitna mujhko tumse pyar hai
to chup mat rahna ye mujhse kahna
are koi kya aisa bhi yaar hai

dil hi nahi de jaan bhi de jo tumhe
dil hi nahi de jaan bhi de jo tumhe
to mai kahunga sarkar mai hun na

kiska hai ye tumko intjar mai hun na
dekh lo idhar to ek baar mai hun na
khamosh kyun ho jo bhi kahna hai kaho
dil chahe jitna pyar utna maang lo
tumko milega utna pyar mai hun na
kiska hai ye tumko intjar mai hun na
dekh lo idhar to ek baar mai hun na

kahne ki ho dil me koi baat mujhse kaho
koi pal ho din ho yaa ho raat mujhse kaho
koi mushakil koi pareshani aaye
tumhe lage kuch thik nahi halaat mujhse kaho

koi ho tamanna yaa ho koi aarazu
koi ho tamanna yaa ho koi aarazu
rahana kabhi na beqarar mai hun na

kiska hai ye tumko intjar mai hun na
dekh lo idhar to ek baar mai hun na
khamosh kyun ho jo bhi kahna hai kaho
dil chahe jitna pyar utna maang lo
tumko milega utna pyar mai hun na
kiska hai ye tumko intjar mai hun na
dekh lo idhar to ek baar mai hun na