Kisi Ke Wade Pe Kyo Aitbaar Humne Kiya Lyrics

Posted by & filed under , , , .

Album name:-The Burning Train (1980)
Singer :Asha Bhosle,
Lyricist:-Sahir Ludhianvi
Music By:-R D Burman

kisi ke wade pe kyu atbar hamne kiya
kisi ke wade pe kyu atbar hamne kiya
na aane walo ka kyu
na aane walo ka kyu
intzar hamne kiya
kisi ke wade pe kyu atbar hamne kiya

na wo hamare hue aur na hum rahe apne
na wo hamare hue aur na hum rahe apne
mohabbato ka azab
mohabbato ka azab karobar hamne kiya
kisi ke wade pe kyu atbar hamne kiya

wo khel khel rahe wo khel khel chuke
wo khel khel rahe wo khel khel chuke
khata hamari thi kyu
khata hamari thi kyu unse pyar kiya hamne
kisi ke wade pe kyu atbar hamne kiya

bichad ke unse na jad dil kisi tarah badla
bichad ke unse na jad dil kisi tarah badla
sharab khane ka rujh
sharab khane ka rujh ikhtiyar hamne kiya
na aane walo ka kyu
na aane walo ka kyu
intzar hamne kiya
kisi ke wade pe kyu atbar hamne kiya

lyrics typed by : hanshu malik