Album name:- Hamraaz (1967)
Singer :- Mahendra Kapoor.
Performer:- Sunil Dutt.
Kisi Patthar Ki Moorat
Kisi patthar ki moorat se
Mohabbat ka iraada hai
Parastish ki tammana hai
Ibaadat ka iraada hai
Kisi patthar ki moorat se
Mohabbat ka iraada hai
Parastish ki tammana hai
Ibaadat ka iraada hai
Kisi patthar ki moorat se
Jo dil ki dhadkne samjhe
Na aanhkhon ki zubaan samjhe
Jo dil ki dhadkne samjhe
Na aanhkhon ki zubaan samjhe
Nazar ki guftgu samjhe
Na jazbe ka bayaan samjhe
Nazar ki guftgu samjhe
Na jazbe ka bayaan samjhe
Usi ke saamne uski
Shikaayat ka iraada hai
Ussi ke saamne uski
Shikaayat ka iraada hai
Kisi patthar ki moorat se
Mohabbat ka iraada hai
Parastish ki tammana hai
Ibaadat ka iraada hai
Kisi patthar ki moorat se
Suna hai har jawaan patthar
Ke dil mein aag hoti hai
Suna hai har jawaan patthar
Ke dil mein aag hoti hai
Magar jab tak na chhedo
Sharmgi parde mein soti hai
Yeh sochha hai dil ki baat
Uske roobaru kah de
Nateeja kucch bhi nikle
Aaj apni aarzoo kah de
Har ek baijaan takalluf se
Bagawat ka iraada hai
Har ek baijaan takalluf se
Bagawat ka iraada hai
Kisi patthar ki moorat se
Mohabbat berukhi se aur bhadkegi
Woh kya jaane
Mohabbat berukhi se aur bhadkegi
Woh kya jaane
Tabiyat iss adaa pe aur phadkegi
Woh kya jaane
Tabiyat iss adaa pe aur phadkegi
Woh kya jaane
Woh kyaa jaane ki apna
Is kayamat ka iraada hai
Woh kyaa jaane ki apna
Is kayamat ka iraada hai
Kisi patthar ki moorat se
Mohabbat ka iraada hai
Parastish ki tammana hai
Ibaadat ka iraada hai
Kisi patthar ki moorat se
Mohabbat ka iraada hai
Parastish ki tammana hai
Ibaadat ka iraada hai
Kisi patthar ki moorat se