Kitna Suhana Woh Din Hoga, Jis Din Hamara Milan Hoga Lyrics

Posted by & filed under , , , .

name:-Duniya Kya Jane (1971)
singer:-Asha Bhosle
Lyricist:-Rajinder Krishan
Music By: Shankar Jaikishan

kitna suhana wo din hoga
jis din hamara milan hoga
aankho me aanhke baho me bahe
dharti se milta gagan hoga
kitna suhana wo din hoga
jis din hamara milan hoga
aankho me aanhke baho me bahe
dharti se milta gagan hoga
kitna suhana wo din hoga

kaho mere masum khwabo ki tum
kisi roz tabir ban jaoge
kaho mere masum khwabo ki tum
kisi roz tabir ban jaoge
kitna ha ha kitna suhana w odin hoga
jis din hamara milan hoga
aankho me aanhke baho me bahe
dharti se milta gagan hoga
kitna suhana wo din hoga

sunungi jab awaz sahnayi ki
mai chup chup ek dekhungi barat ko
sunungi jab awaz sahnayi ki
mai chup chup ek dekhungi barat ko
jo aayengi lekar mere meet ko
gale se lagalungi us rat ko
kitna ha ha kitna suhana w odin hoga
jis din hamara milan hoga
aankho me aanhke baho me bahe
dharti se milta gagan hoga
kitna suhana wo din hoga

idhar sej kaliyo se hogi bhari
udhar phul sahre ke mahke hue
ulat doge tum aake ghunghat mera
to jhuka jayenge naina bahke hue
kitna ha ha kitna suhana w odin hoga
jis din hamara milan hoga
aankho me aanhke baho me bahe
dharti se milta gagan hoga
kitna suhana wo din hoga

lyrics typed by : hanshu malik