Koi Na Ho Is Jag Me Daata Lyrics

Posted by & filed under , .


Song: Koi Na Ho Is Jag Me Daata
Movie: Apna Ghar
Singer(s): Aarti Mukherji, Mohammad Rafi
Music By: Ravi Shankar Sharma
Lyricist(s): Prem Dhawan

Koi na ho is jag me data
Aankho se majbhur
Dunia me rah kar bhi hum hai
Is dunia se dur
Aankhe badi hai le mat baba – 2
Jinse jag ujiyara
Andho par kya gujare
Ye kya jane aankho vala
Aankhe badi hai le mat baba
Baba – 4
Aankhe badi hai le mat baba

Oro ki to raat andheri(
Apna din bhi andhera) – (2)
Hum hai jaha par us dunia par
Kabhi na hua sawera
Suraj chand sitare sab ko – 2
Dekha humne kala
Aankhe badi hai le mat baba
Baba – 4
Aankhe badi hai le mat baba

(Kadam kadam par thokar khaye
Rah chali na jaye) – (2)
Fir te hai
Apne kandhe par apni lash uthaye
Jiwan bhi ek bojh bana hai – 2
Kab tak jaye sambhala
Aankhe badi hai le mat baba
Baba – 4
Aankhe badi hai le mat baba

Kab tak yu hi sahte jaye
Dunia ke tano ko
Nur chhina behra bhi kar de kano ko
Dekh liya ji bhar ke humne
Tera khel nirala – 2
Dekh liya ji bhar ke humne
Tera khel nirala
Aankhe badi hai le mat baba
Baba – 4
Aankhe badi hai le mat baba – 2
Jinse jag ujiyara
Andho par kya gujare
Ye kya jane aankho vala
Aankhe badi hai le mat baba