Kuch Ladke Kuch Ladkiyo Ki Hui Ikadhi Bhid, Ye Naach Vaach Kya Hai Lyrics

Posted by & filed under , , , , .

Album name:- Ek Haseena Do Deewane (1972)
Singer: Mohammed Rafi
Actor:-Jeetendra
Lyricist:-Prakash Mehra
Music By:-Kalyanji Anandji

kuch ladke kuch ladkiyo ki hui ikathi bhid
aisa nacha nach ke bhaiya ho gayi man ko peed
ho gayi man ko peed
hua dil bada udasha
bap bajaye saj to bitiya hai rakasha
ye nach wach kya hai
ye nach wach kya hai
ye kya gana bajana
kuch paglo me mahfil banadi pagal khana
ye nach wach kya hai
ye kya gana bajana
kuch badlo me mahfil banadi pagal khana
ye nach wach kya hai

bada kasth dete ho patli kamar ko
patli kamar ko
jara dekhiye aap apni ki umar ko
ha apni ki umar ko
use nach kahiye
use nach kahiye jo madhosh karde
bichde jami par sabhi ki najar ko
sabhi ki najar ko
ye nach gana hamko aisa lagta hai
jaise diwano ka apas me bair ho purana
ye nach wach kya hai

saram karo dub maro
mohabbar kanhaiya se radha neki thi
mohabbar kanhaiya se radha neki thi
magar us mohabbat me kya sadgi thi
jami aasma ka
jami aasma ka farak ho gaya
insa ka deba garak ho gaya hai
garak ho gaya hai
batade koi hamko nahi bata sakoge
batade koi hamko
samjhade koi hamko
hai kaun isme shama or kaun hai parwana
ye nach wach kya hai

na maszid ka charcha na mandir ki bate
na maszid ka charcha na mandir ki bate
ujale hai puraw ke paschim ki rate
ye kaisa nasha hai
ye kaisa nasha hai
ye kaisa guman
ye begani rasme ye rang bhi udhar
jalan bhi udhar
wo sadiyo purani haamri nishani
tumhari dua se bani hai nishana
bani hai nishana

ye nach wach kya hai
ye nach wach kya hai
ye kya gana bajana
kuch paglo me mahfil banadi pagal khana
banadi pagal khana
banadi pagal khana

lyrics typed by : hanshu malik