Kya Takalluf Hai Wallah, Lyrics

Posted by & filed under , , , , , .

Album name:-Jail Yatra (1981)
Singer :Bhupinder Singh, Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lyricist:-Majrooh Sultanpuri
Music By:-R D Burman

ya muhiddi hamko apna janiye
dost dusman ko jara pahchaniye
hoti hai nadan ye umare sabab
ae kuch bujurgo ka bhi kahna maniye

kya taklluf hai wallah
kya taklluf hai wallah
lijiye dil bismilla
kya taklluf hai wallah
lijiye dil bismilla
hind ki tum laila are wah
hind ki tum laila
mai sahra ka majnu abdulla
kya taklluf hai wallah
lijiye dil bismilla
kya taklluf hai wallah
kya taklluf hai wallah
lijiye dil bismilla
hind ki tum laila
hind ki tum laila
mai sahra ka majnu abdulla
kya taklluf hai wallah
lijiye dil bismilla

sochiye mat ab jyada janeman jane jana
aapke abdulla ka hai ye pahla najrana
sochiye mat ab jyada janeman jane jana
aapke abdulla ka hai ye pahla najrana
najrana najrana najrana
hai ye pahla najrana
o yu na dekho abhi to
ye kada hai ulfat ki
aage aage dekhiye kya badle karwat afsana
aaj ki rat aayi hai jane kitni rato ke bad
aapne diwane ko haskar to dekha sukar allah
raz ki bate sare mahfil kisi se kya kahe
samne aa jayega sab hum abhi se kya kahe
hai wo gahba wo allah
lijiye dil bislilla
hai wo gahba wo allah
lijiye dil bislilla
bislilla bislilla bislilla
bislilla bislilla bislilla
hind ki tum laila are wah
hind ki tum laila
mai sahra ka majnu abdulla
kya taklluf hai wallah
lijiye dil bismilla

lyrics typed by : hanshu malik