Singer:Lata Mangeshkar, Sonu Nigam, Yash Chopra
Movie / Album: Veer Zaara (2004)
Actor: Shahrukh Khan
ek din savere savere surmayi
se andere ki chaddar hatha ke
suraj ne sar uthaya to dekha
dil ki vaadi me chahat ka mausam hai
aur yado ki daliyo par anginat bito
lamho ki kaliya mahakne lagi hai
ankahi ansuni aarzoo
aadi soyi huyi hai aadi jagi huyi hai
aankhe malti huye dekhti hai
lahar dar lahar mauj dar mauj bahati huyi jindagi
jaise har ek pal me aur fir bhi vahi jindgi ha vahi jindgi
jiske daman me koi mahabbat
bhi hai kai hasrat bhi hai
pass aana bhi hai dur jana bhi hai
aur ye ek ehsas hai
vakt jarne se bahta hua ja rha hai
ye kahta hua dil ki vaadi me chahat ka mausam hai
aur yaado ki dhaliyo par anginat
beete lamho ki kaliya mahkane lagi hai
kyu hawa aaj yu gaa rahi hai
kyu hawa aaj yu gaa rahi hai
kyu fija rang chalka rahi hai
mere dil bata aaj hona hai kya
chandni dil me kyu cha rahi hai
jindgi kis taraf ja rahi hai
mere dil bata kya hai silsila
kyu hawa aaj yu gaa rahi hai
gaa rahi hai, gaa rahi hai
jaha tak bhi jaye nigahe
baraste hai jaise ujale
jaha tak bhi jaye nigahe
baraste hai jaise ujale
saji kyu hai ye rahe, kyu ye phool kyo hai nirale
khusbu ye kaise abh rahi hai
dhadkane jane kya kah rahi hai
kyu hawa aaj yu gaa rahi hai
gaa rahi hai, gaa rahi hai
ye kiska hai chehra jisse
mai har ek phool me dekhta hu
ye kiska hai chehra jisse
mai har ek phool me dekhta hu
ye kiski hai aawaj jissko mai na
sun ke bhi mai sun raha hu
kaisi ye aahate aa rahi hai
kaise ye khawab dikhla rahi hai
mere dil bata kon hai yu aa raha
kyu hawa aaj yu gaa rahi hai
gaa rahi hai, gaa rahi hai