Singer: Alka Yagnik, Shaan
Movie / Album: Hum Tum (2004)
Actor: Rani Mukherjee, Saif Ali Khan
ladki kyon na jaane kyon ladko si nahin hoti
sochti hai zyada kam woh samajhti hai
sochti hai zyada kam woh samajhti hai
dil kuch kehta hai kuch aur hi karti hai
ladki kyon na jaane kyon ladko si nahin hoti
ladki kyon na jaane kyon ladko si nahin hoti
sochti hai zyada kam woh samajhthi hai
dil kuch kehta hai kuch aur hi karti hai
ladki kyon na jaane kyon ladko si nahin hoti
ladki kyon na jaane kyon ladko si nahin hoti
pyaar use bhi hai magar shuruaat tumhi se chahe
khud me uljhi uljhi hai par balo ko suljaaye
sab se alag hai tum yeh keh ke paas tumhaare aaye
aur kuch din me tum me alag sa kuch bhi na usko bhaye
tumhe badalne ko paas woh aati hai
tumhe mitaane ko chaal bichati hai
baaton baaton me tumhe phasati hai
pehle hasati hai phir bada rulaati hai
ladki kyon na jaane kyon ladko si nahin hoti
ladki kyon na jaane kyon ladko si nahin hoti
itna hi khud se khush ho to peeche kyon aate ho
phool kabhi to hazar thofein akhir kyon laaten ho
bikhra bikhra bematlab sa toota phoota jeena
aur kehte ho alag se hai hum taan ke apna seena
jeene ka tumko dhang sikhlati hai
tumhe jaanwar se insaan banaati hai
uske bina ek pal reh na sakoge tum
usko pata hai yeh keh na sakoge tum
issliye ladkiya ladko si nahin hoti
issliye ladkiya ladko si nahin hoti
jaane kaun kaun se din woh tumko yaad dilaaye
pyaar ko chahe bhul bhi jaaye tarikhe na bhulaye
ladko ka kya hai kissi bhi mod pe woh mud jaaye
abhi kissi ke hai abhi kissi aur se woh jud jaaye
ek haan kehne ko kitna tehlati hai
thak jaate hai hum woh jee behlati hai
woh sharmati hai kabhi chhupati hai
ladki jo haan kehde usse nibhati hai
issliye ladkiya ladko si nahin hoti
issliye ladkiya ladko si nahin hoti
issliye ladkiya ladko si nahin hoti
issliye ladkiya ladko si nahin hoti