Lakho Ussey Salaam Lyrics

Posted by & filed under , , .

name:- Mera Desh Mera Dharam (1973)
singer :Asha Bhosle
Lyricist:-Prem Dhawan
Music By:-Prem Dhawan

lakho use salam lakho use salam
lakho use salam ke bangla desh jiska nam
lakho use salam lakho use salam
aaj pukara desh ne tumko
aao desh ke kam aao desh ke kam
lakho use salam ke bangla desh jiska nam
lakho use salam lakho use salam

salam wo jeet jisne videshi takat ko lalkara
jiski ek awaz pe jab utha
desh hindusta sara
desh hindusta sara
rok sake na unko majhab ke ye bandhan jhuthe
uthe sher mawali to barso ke bandhan tute
janta ki himmat ek aage sab kuch hai nakam
janta ki himmat ek aage sab kuch hai nakam
lakho use salam ke bangla desh jiska nam
lakho use salam lakho use salam
waro desh pe tan apna man apna dhan apna
waro desh pe tan apna man apna dhan apna

pani nahi lahu janta ka jo bahta jayega
khun to khun hai tapkega to ek din rang layega
ek din rang layega
ek taraf hai goli ek taraf janta ka sina
sikh liye hai ab
bache bache ne marke jina
chudiya wale hatho ne bhi li banduke tan
chudiya wale hatho ne bhi li banduke tan
lakho use salam ke bangla desh jiska nam
lakho use salam lakho use salam
waro desh pe tan apna man apna dhan apna
waro desh pe tan apna man apna dhan apna

dhanya hai bahne war rahi jo desh pe bai pyare
dhanya hai maye luta rahi jo apni aankh ke tare
apni aankh ke tare
aaj bhi jo chup baithe samjho usme jan nahi haid
dharti ma ki aan bhala kya apni aan nahi hai
desh mita to mit jayega apna bhi to nam
desh mita to mit jayega apna bhi to nam
lakho use salam ke bangla desh jiska nam
lakho use salam lakho use salam

lyrics typed by : hanshu malik