Mai Sada Hu Waqt Hu Lyrics

Posted by & filed under .

Singer: K. K.
Movie / Album: Asambhav (2004)
Actor: Priyanka Chopra, Arjun Rampal

main sada hoon waqt hoon
sang se bhi saqt hoon
noor mein to rab ka hoon
rehnuma main sabka hoon

main to hoon jhonka ik hawa ka
koi bhi maane na
main to hoon bandha uss khuda ka
koi bhi jaane na

hai mujhko jhukana yahan
hai mujhko mitana yahan
hai mujhko jhukana yahan asambhav
hai mujhko mitana yahan asambhav

har su meri nazar
sabki mujhe khabar
main to chaloo jidhar
lamha mude udhar

main aasaan mushkilein karoon
kabhi nahi daroon
zulmon se main ladoon
marke bhi na maroon

main subha hoon shyam hoon
ajnabee benaam hoon
noor mein to rab ka hoon
rehnuma main sabka hoon

main to hoon jhonka ik hawa ka
koi bhi maane na
main to hoon bandha uss khuda ka
koi bhi jaane na

hai mujhko jhukana yahan
hai mujhko mitana yahan
hai mujhko jhukana yahan asambhav
hai mujhko mitana yahan asambhav

hai mujhko jhukana yahan asambhav
hai mujhko mitana yahan asambhav

woh aasmaa jhuke
toofan bhi rukein
himmat se kaam loon
parvat ko tham loon

jahan bhi meri roshni bahe
na teergi rahe
mahtab sa jaloon
har rang mein dhaloon

main samay ki pyaas hoon
ik naya ehsaas hoon
noor mein to rab ka hoon
rehnuma main sabka hoon

main to hoon jhonka ik hawa ka
koi bhi maane na
main to hoon bandha uss khuda ka
koi bhi jaane na

hai mujhko jhukana yahan
hai mujhko mitana yahan
hai mujhko jhukana yahan asambhav
hai mujhko mitana yahan asambhav