Man Bhaavan Ke Ghar Jaae Gori Lyrics

Posted by & filed under , , , , .

name:-Chori Chori (1956)
singer:,Asha Bhosle, Lata Mangeshkar
Actor:- Nargis
Lyricist:-Shailendra
Music By:-Salil Chowdhury

mann bhaavan ke ghar jaye gori
ghuunghat me sharamaye gori
bandhi rahe ye pyar ki dori
hame na bhulana, hame na bhulana
hame na bhulana, hame na bhulana
mann bhaavan ke ghar jaye gori
ghuunghat me sharamaye gori
bandhi rahe ye pyar ki dori
hame na bhulana, hame na bhulana
hame na bhulana, hame na bhulana

bachapan ke din khel ganvaye
aayi jawani to baalam aaye
bachapan ke din khel ganvaye
aayi jawani to baalam aaye
aayi jawani to baalam aaye
tere aangan baje badhaai gori
kyun naina chhalakaye gori
bandhi rahe ye pyar ki dori
hame na bhulana, hame na bhulana
hame na bhulana, hame na bhulana

is duniya ki rit yahi hai, rit yahi ha
haath jo thaame mit wahi hai, mit wahi hai
haath jo thaame mit wahi hai
ab hum to huye paraye gori
phir tere sang jaye gori
bandhi rahe ye pyar ki dori
hame na bhulana, hame na bhulana
hame na bhulana, hame na bhulana

masti bhare sawan ke jhule
tujhko kasam hai jo tu bhule
masti bhare sawan ke jhule
tujhko kasam hai jo tu bhule
tujhko kasam hai jo tu bhule
ab ke jab vaapas aaye gori
god bhari le aaye gori
bandhi rahe ye pyar ki dori
hame na bhulana, hame na bhulana
hame na bhulana, hame na bhulana
mann bhaavan ke ghar jaye gori
ghuunghat me sharamaye gori
bandhi rahe ye pyar ki dori
hame na bhulana, hame na bhulana
hame na bhulana, hame na bhulana