Mann Baawara Lyrics

Posted by & filed under .


Song: Mann Baawara
Movie: Aasama
Singer(s): Rahat Fateh Ali Khan
Music By: Afsar, Sajid Ali

(Man baawra.. tujhe dhoondhta..) – 2
(Paane ki khone ki paimaaishein
Jeene ki saari meri khwaahishein) – 2
Aasma yeh jahaan sab lage thehra…
(Man baawra.. tujhe dhoondhta…) – 2

(Badgumaa tha naadan yeh dil, dhadkegaa naa kabhi
Honsh kho baitha hai paagal, roothi hai zindagi) – 2
Khud se baatein kar karke hansna
Bheed mein bhi tanhaa sa lagna
Baj rahi hai jaltarange, saanson ke darmayaa
(Man baawra.. tujhe dhoondhta..) – 2

(Unseeyat ke khwaab chunkar, katti raatein meri..
Iltzaa-e-deed lekar, phatke ab aankhein meri..) – 2
Meelon lambe yeh faaslein hai
Bas tassavvur ke silsile hai
Rat jage gumsum pade hai, pal ko pe raah hairaan..
(Man baawra.. tujhe dhoondhta..) – 2
(Paane ki khone ki paimaaishein
Jeene ki saari meri khwaahishein) – 2
Aasma yeh jahaan sab lage thehra
(Mann baawra.. tujhe dhoondhta..) – 2
Tujhe dhoondhta.. tujhe dhoondhta…