Mere Maula Karam Ho Karam Lyrics

Posted by & filed under , .

Singer: Kailash Kher, Richa Sharma
Movie / Album: Khakee (2004)
Actor: Lara Dutta, Akshay Kumar, Amitabh Bachchan, Tusshar Kapoor

ali ha ali ha ali ha ali ha
maula muala mere
maula maula mere maula maula
mere maula maula
mere maula maula ho karam

maula muala mere
maula maula mere maula maula

mere maula karam ho karam
mere maula karam ho karam
mere maula karam ho karam
mere maula karam ho karam

tumse fariyad karte hai ham
tumse fariyad karte hai ham
mere maula karam ho karam
mere maula karam ho karam
mere maula karam ho karam

yeh jamin aur yeh aasman
tere kabje me hai do jahan
sab pe tu hi toh hai meharban
ham tere dar se jaye kahan

tu hi sunta hai sabki sada
tu hi rakhta hai sab kaa karam
mere maula karam ho karam
mere maula karam ho karam

karam kijiye maula
karam kijiye maula
karam kijiye maula
karam kijiye maula

bekasuro ko sahara mile
dubato ko kinara mile
sar se tufan pal me tale
jo tera ek ishara mile

tu kare jo meharbaniya
dur ho jaye har ek gham
mere maula karam ho karam
mere maula karam ho karam
mere maula karam ho karam
mere maula karam ho karam

jaye kahan jaye
tere dar ke siwa maula
tastin kahan bhayi
tere ghar ke siwa maula

iss duniya pe
tere karam kaa saya maula
daman kahan failau
tere dar ke siwa maula

maula maula
mere maula karam ho karam
mere maula karam ho karam