Album: Mere Mehboob (1962)
Mere mehboob tujhe meri mohabbat ki kasam
Mere mehboob tujhe meri mohabbat ki kasam
Fir mujhe nargisi aankhon ka sahara de de
Mera khoya hua rangeen nazara de de
Mere mehboob tujhe mere mohobbat ki kasam
Bhool sakti nahin aankhen woh suhana manzar
Jab tera husn mere isha se takraraya tha
Aur fir raaho mein bikhare the hazaron nagamein
Mein woh nagame teri aawaz ko de aaya tha
Saaz-e-dil ko unhi geeton ka sahara dede
Mere khoya hua rangeen nazara de de
Mere mehboob tujhe mere mohobbat ki kasam
Yaad hain mujhko meri umr ki pehli woh ghadi
Tere aankhon se koi jaam piya tha maine
Meri ragh ragh mein koi bark si leherayi thi
Jab tere marmari haathon ko chua tha maine
Aa mujhe fir unhi haathin ka sahara de de
Mera khoya hua rangeen nazara de de
Mere mehboob tujhe mere mohobbat ki kasam
Dhoondta hoon tujhe har raah mein har mehfil mein
Thakl gaye hain meri majboor tammna ke kadam
Aaj ka din meri umeed ka hain aankhri din
Kal na jane mein kaha aur kaha tu hon sanam
Do ghadi apni nigahon ka sahara de de
Rangeen nazara de de
Mere mehboob tujhe mere mohobbat ki kasam
Saamne aake jara parda utha de rukh se
Ek yehi mera ilag-e-ghum-e-tanhai hain
Teri furkat mein pareshan kiya mujhko
Ab to mil jaa ke meri jaan pe ban aayi hain
Dil ko bholi hiu yaadon ka sahara de de
Mera khoya hua rangeen nazara de de
Mere mehboob tujhe mere mohobbat ki kasam
Mere mehboob tujhe