Album: Leader (1964)
Mujhe duniyawalo sharaabi na samjho
Main peeta nahin hoon pilayi gayi hain
Jaha bekhudi mein kadam ladkhadye
Wohi raah mujhko dikhayi gay hain
Nashe mein hoon lekin mujhe yeh khabar hain
Ke is zindagi mein sab hi pee rahe hain
Kisi ko mile hain jhalakte pyale
Kisi nazar se pilayi gayi hain
Mujhe duniyawalo sharaabi na samjho
Main peeta nahin hoon pilayi gayi hain
Kisi ko nasha hain jahan mein khushi ka
Kisi ko nasha hain ghum-e-zindagi ka
Koi pee raha hain lahu aadmi ka
Har ek dil mein masti rachai gayi hain
Mujhe duniyawalo sharaabi na samjho
Main peeta nahin hoon pilayi gayi hain
Zamane ke yaaro chalan hain nirale
Yaha tan hain ujale magar dil hain kale
Yeh duniya hain duniya yaha maludhar mein
Dilon ki kharabi chupai gayi hain
Mujhe duniyawalo sharaabi na samjho
Main peeta nahin hoon pilayi gayi hain
Jaha bekhudi mein kadam ladkhadye
Wohi raah mujhko dikhayi gayi hain