Album: Lal Quilla (1960)
Na kisi ki aankh ka noor hoon
Na kisi ki aankh ka noor hoon
Na kisi ke dil ka quarar hoon
Jo kisi ke kaam na aa sake
Mein woh ek mushtarubar hoon
Na kisi ki aankh ka noor hoon
Na to mein kisi ka habib hoon
Na to mein kisi ka rasib hoon
Jo gujar gaya woh naseeb hoon
Jo ujad gaya woh dayar hoon
Na kisi ki aankh ka noor hoon
Mera rang roop bigad gaya
Mera yaar mujhse bichad gaya
Do chaman fidas ujad gaya
Mein ushi ki fasal-e-bahar hoon
Na kisi ki aankh ka noor hoon
[Incomprehensible] koi aaye kyun
Koi char phool chadhaye kyun
Koi aake shamma jalaye kyun
Mein woh bekasi ka majaar hoon
Na kisi ki aankh ka noor hoon