Nazar Lage Pyari Lyrics

Posted by & filed under .


Song: Nazar Lage Pyari
Movie: Adl-E-Jahangir
Singer(s): Lata Mangeshkar
Music By: Bhagatram Batish, Husnlal Batish
Lyricist(s): Qamar Jalalabadi

(Nazar lage pyari
Sawariya tumhari) – (2)
Nazar lage pyari

Ek to thare naina rasile
Ha naina rasile
Duje mare katari – 2
Nazar lage pyari
Sawariya tumhari
Nazar lage pyari

Koi aashiq hai ada par
Koi kurban naaz par
Hum hai kurban teri nazaro ke
Usi andaz par
Nazar lage pyari
Sawariya tumhari
Nazar lage – 2
Nazar lage pyari – 2
Sawariya tumhari
Nazar lage pyari

Kya garaj jam se kya
Wasta na khane aaye
Hum to pilenge teri
Aankho ke paigam se
Nazar lage pyari
Sawariya tumhari
Nazar lage pyari ho – 3
Nazar lage pyari
Sawariya tumhari
Nazar lage pyari

Mat nazaro ko jhuka
Khayal koi ho jaye na
Teri nazaro ko kahi
Meri nazar lag jaye na
Nazar lage pyari ho
Nazar lage pyari
Sawariya tumhari
Nazar lage pyari

Nazar lage pyari
Sawariya tumhari
Nazar lage pyari – 2
Sawariya tumhari

Ek to thare naina rasile
Ha naina rasile
Duje mare katari – 2
Nazar lage pyari
Sawariya tumhari
Nazar lage pyari

Koi aashik koi
Aashiq hai ada par
Koi kurban naaz par
Hum hai kurban
Teri nazaro ke
Usi andaz par
Nazar lage pyari
Sawariya tumhari
Nazar lage pyari – 4
Sawariya tumhari
Nazar lage pyari

Kya garaj jam se kya
Wasta na khane ae
Hum to pilenge teri
Aankho ke paigam se
Nazar lage pyari
Sawariya tumhari
Nazar lage pyari ho – 3
Nazar lage pyari
Sawariya tumhari
Nazar lage pyari

Mat nazaro ko jhuka
Khayal koi ho jaye na
Teri nazaro ko kahi
Meri nazar lag jaye na
Nazar lage pyari ho
Nazar lage pyari
Sawariya tumhari
Nazar lage pyari

Nazar lage pyari – 2
Sawariya tumhari
Nazar lage – 2
Nazar lage pyari
Sawariya tumhari
Nazar lage pyari

Samane ho tu to sari
Umar gaa sakti hu mai
Teri zazaro se chirage
Dil jala sakti hu mai
Haye
Nazar lage pyari – 2
Sawariya tumhari
Nazar lage – 2
Nazar lage pyari
Sawariya tumhari
Nazar lage pyari – 2
Sawariya tumhari
Nazar lage pyari