O Sajana Barkha Bahar Aayi Lyrics

Posted by & filed under .

Film: Parakh (1960)

O sajana

O sajana barkha bahar aayi
Ras ki puhaar layi, ankhiyon mein pyar layi
O sajana barkha bahar aayi
Ras ki puhaar layi, ankhiyon mein pyar layi
O sajana

Tumko pukare mere mann ka papihara
Tumko pukare mere mann ka papihara
Meethi meethi agni mein jale mora jiyara

O sajana barkha bahar aayi
Ras ki puhaar layi, ankhiyon mein pyar layi
O sajana

Aesi rimjhim mein o sajan
Pyase pyase mere nayan
Tere hi khwab mein kho gaye

Aesi rimjhim mein o sajan
Pyase pyase mere nayan
Tere hi khwab mein kho gaye

Sawali saloni ghata jab jab chaayi
Sawali saloni ghata jab jab chaayi
Akhiyonmein rain aa gayi
Neendiyan na aayi

O sajana barkha bahar aayi
Ras ki puhaar layi, ankhiyon mein pyar layi
O sajana barkha bahar aayi
Ras ki puhaar layi, ankhiyon mein pyar layi
O sajana