Paise Ka Kajal Daike Na Lyrics

Posted by & filed under , , , , .


Song: Paise Ka Kajal Daike Na
Movie: Aanchal (1980)
Singer(s): Asha Bhosle, Kishore Kumar
Music By: R D Burman
Lyricist(s): Majrooh Sultanpuri

Paise ka kajal daike na lo hamri jaan – 2
Lahko ki hamari jaan babua
Dhiki naki dhiki naki na – 2

Naina hai chanchal kaise na marenge baan – 2
Hum ho gaye hai jawan babua
Dhiki naki dhiki naki na – 2

Mele me bhi hum akele hai
Tum hamare sang aao na
Are fir jate jate ye challa
Nishani me de jao na
Challa mera na mahanga pade
Lut jaoge khade hi khade
Bachaye tujhe ram
Naina hai chanchal kaise na marenge baan
Hum ho gaye hai jawan babua
Dhiki naki dhiki naki na – 2

Jiwan se jaoge tum saiya
Jo hamse najar mil gayi
Najar mil gayi
Ho kitni dafa hamne kajal se
Yahi churi chal gayi
Churi chal gayi
Are hum dilwale bhi dikhlayege
Dekhna tumhe le jayege
Bachaye tumhe ram
Paise ka kajal daike na lo hamri jaan
Lahko ki hamari jaan babua
Dhiki naki dhiki naki na – 2

Mai is aachal ko chodu to
Jag me raha kya mera
Raha kya mera
Are dunia ko malum hai kya
Jo tumse hai nata mera hai nata mera
Sab hai jhutha tarana tera
Harjai kya hai thikana tera
Sikhaye tujhe ram
Dhiki naki dhiki naki na – 2
Paise ka kajal daike na lo hamri jaan – 2
Lahko ki hamari jaan babua
Dhiki naki dhiki naki na – 2