Panch Unglio Ki Lyrics

Posted by & filed under , , , , , .


Song: Panch Unglio Ki
Movie: All Rounder
Singer(s): Alka Yagnik, Amit Kumar, Anuradha Paudwal, Mahendra Kapoor
Music By: Laxmikant-Pyarelal
Lyricist(s): Anand Bakshi

(Logo suno suno haye haye suno suno
Logo suno tum meri jubani
Panch unglio ki hai ye kahani) – (2)
Panch unglio ki hai ye kahani
Ye pahli ungli hai sabse pyari – 2
Deti hai leti hai
Deti hai leti hai deti hai dil jab koi kawari
Isme pahne wo pahane isme wo
Isme pahne wo piya ki nishani
Panch unglio ki hai ye kahani
Logo suno suno haye haye suno suno
Logo suno tum meri jubani
Panch unglio ki hai ye kahani

Kya kam hai dusari ungli ka
Bhala kya kam hai dusari ungli ka
Ise lagaye mathe pe tika – 2
Jab ran me utre ran me jab utre
Utre jab ran me jhansi
Ki rani panch unglio ki hai ye kahani
Logo suno suno haye haye suno suno
Logo suno tum meri jubani
Panch unglio ki hai ye kahani

Tisari ungli se bachke rahana – 2
Ab to kaha ye phir na kahana – 2
Sharam se ho gayi sharam se
Haye haye sharam se ho gayi
Mai pani pani panch unglio ki hai ye kahani
Logo suno suno haye haye suno suno
Logo suno tum meri jubani
Panch unglio ki hai ye kahani

(Is chothi ungli ka khel sara
Is se kiya jata hai ishara) – (2)
Aage na puchho puchho na aage
Aage na puchho to maharbani
Panch unglio ki hai ye kahani
Logo suno suno haye haye suno suno
Logo suno tum meri jubani
Panch unglio ki hai ye kahani

Baki bacha kya ye ek angutha
Arey baki bacha kya ye ek angutha
Jisko dikhaya wo humse rutha – 2
Dushman bana haye dushman
Haye haye dushman bana pal me
Dil ka jane panch unglio ki hai ye kahani
Logo suno suno haye haye suno suno
Logo suno tum meri jubani
Panch unglio ki hai ye kahani – 2