Pau Barah Pau Barah Pyar Me Pau Barah Lyrics

Posted by & filed under , , , .

Album name :-Raat Ke Raahi (1959)
Singer :-Asha Bhosle
Actor:-Shammi Kapoor
Lyricist :-Vishwamitra Adil
Music: Jaidev

paubara paubara paubara pyar me paubara
paubara paubara paubara pyar me paubara
paubara paubara kabhi jita kabhi dil hara
pyar me paubara

danv laga le jo ho so ho
nain mila le himmat na kho
jhum jhum ke the jo diwane
nahi laut ke aane fir aise jamane
ab chod kaha liya
kismat ko bana liya
ek baar laga liya
paubara paubara paubara pyar me paubara
paubara paubara kabhi jita kabhi dil hara
pyar me paubara

raat hui to afsana kya
preet hui to itrana kya
haar jeet kismat ke ishare
kabhi vare kabhi nayare ghabra mat pyare
takdeer ko pa liya
haste me jhuka li aankh
najaro ki sama li..
paubara paubara paubara pyar me paubara
paubara paubara kabhi jita kabhi dil hara
pyar me paubara

hera fera do din ki hai
raat andheri do din ki hai
dekh baal ke samne aana bada bura hai jamana
yuhi ji na lutana yuhi hai khel puarana
ab kya ghabrana
lut ta hai khajana
paubara paubara paubara pyar me paubara
paubara paubara kabhi jita kabhi dil hara
pyar me paubara
paubara paubara paubara pyar me paubara
paubara paubara kabhi jita kabhi dil hara
pyar me paubara

lyrics typed by : priya bhati