Pehle Kabhi Naa Mera Hal Aisa Huwa Lyrics

Posted by & filed under , , , , .

Singer: Alka Yagnik, Udit Narayan
Movie / Album: Baghban (2003)
Actor: Amitabh Bachchan, Salman Khan

pehle kabhi, ha ha pehle kabhi naa mera hal aisa huwa
meri nind gayi chain khone laga
kuchh toh hone laga, ha kuchh toh hone laga

pehle kabhi, ha ha pehle kabhi naa mera hal aisa huwa
meri nind gayi chain khone laga
kuchh toh hone laga, ha kuchh toh hone laga

pehli mahobbat kaa ehsas hai yeh
pehli mahobbat kaa ehsas hai yeh
kaise bataoo ke kya pyas hai yeh
kyu tadpane laga, kyu dhadakne laga
koyi sapna mera dil sanjone laga
kuchh toh hone laga, ha ha kuchh toh hone laga

mehbub chahat ki raho me milke
mehbub chahat ki raho me milke
pure huye sare arman dil ke
ab sanam darmiya naa rahi duriya
teri julfo tale mai toh sone laga
kuchh toh hone laga, ha kuchh toh hone laga

pehle kabhi, ha ha pehle kabhi naa mera hal aisa huwa
meri nind gayi, chain khone laga, kuchh toh hone laga
ha kuchh toh hone laga, ha ha kuchh toh hone laga
ha kuchh toh hone laga, ha kuchh toh hone laga
ha kuchh toh hone laga