Prem Ishwar Ishq Khuda Hai Lyrics

Posted by & filed under , , , .

Album name:-Prem Aggan (1998)
Singer: Sapna Awasthi, Udit Narayan
Actor:-Meghna Kothari, Fardeen Khan
Lyricist:- Rahat Indori,
Music By:-Anu Malik

prem ishwar aaha
ishq khuda hai aaha
prem ishwar aaha
ishq khuda hai aaha
sun mere dildar mar gai mai to
ho gaya mujhko pahla pahla pyar
prem ishwar aaha
ishq khuda hai aaha
prem ishwar aaha
ishq khuda hai aaha
sun mere dildar mar gaya mai to
ho gaya mujhko pahla pahla pyaar

acha batao najare mila kar
yah samjhao mujh me vo kya hai
jiske liye tum yeh sab karte ho
aaiye aaiye sachi batao kyu karte ho

kaise batato kya kuch hai tujhme fark nahi kuch tujhme mujh me
tere bina to jina bhi muskeel
tere bina to marna bhi muskil

sah nahi sakta teri judai
tu hi tu hai mujhme samai
prem ishwar aaha
ishq khuda hai aaha
sun mere dildar mar gaya mai to
ho gaya mujhko pahla pahla pyaar

aah mar ke mujhko kyu bnate ho katil
hey tujko hi paana hi hai meri manzil
itni kyu hai chahat meri
tujh bin kuch na meri jaroort meri
itni mohabbat kyu hai mujhse
kyunki mohabbat hai hi tujhse
itna bata de kaisi agan hai
meri agan to prem agan hai
aa laila majnu ko bhula de
pyar sabhi ko karna sikha de
prem ishwar aaha
ishq khuda hai aaha
sun mere dildar mar gaya mai to
ho gaya mujhko pahla pahla paar
prem ishwar aaha
ishq khuda hai aaha
sun mere dildar mar gaya mai to
ho gaya mujhko pahla pahla pyaar