Raam Kare Babua Ho Lyrics

Posted by & filed under , , , , .

Album name:-Anuraag (1972)
Singer: -Lata Mangeshkar,
Actor:-Vinod Mehra, Moushumi Chatterjee
Lyricist :Anand Bakshi
Music By:-Sachin Dev Burman

raam kare babua ho
raam kare babua hmaar fulva ko hamri umar lagi jaaye
raam kare babua hmaar fulva ko hamri umar lagi jaaye
patajhar aaye ho patajhar aaye basant
ritu jaaye ho jaaye champa chameli muskaaye
raam kare babua ho

pyaare munne tu bhi ek dil khush gulaab hai
tohri khushbu ka kahi koi javaab hai
pyaare munne tu bhi ek dil khush gulaab hai
tohri khushbu ka kaheen koi javaab hai
tohe na kisi ki tohe na kisi ki najar lagi jaaye
raam kare babua ho
raam kare babua hmaar fulva ko hamri umar lagi jaaye

bol siyaavar ramachandra ki jay
pavan put hanumaan ki jay
raam ji ne duniya mein dukh sukh baante
fulava ke sang sang bagiya mein kaante
raam ji ne duniya mein dukh sukh baante
fulava ke sang sang bagiya mein kaante
tore pag mein na koi tore pag mein na koi kaanta lagi jaaye
raam kare babua ho
raam kare babua hmaar fulva ko hamri umar lagi jaaye

kaas aisa hove jab bane tu dulha raaja
galiyon mein baaje jab saadi ka baaja
kaas aisa hove jab bane tu dulha raaja
galiyon mein baaje jab saadi ka baaja
yahi ganga raam hau
yahi ganga raam tohra sehara banaye
raam kare babua
raam kare babua hmaar fulva ko hamri umar lagi jaaye
patajhar aaye basant
ritu jaaye ho jaaye champa chameli muskaaye
raam kare babua ho