Raat Zara Aahista Guzar Lyrics

Posted by & filed under .


Song: Raat Zara Aahista Guzar
Movie: Aasman Mahal
Singer(s): Madhukar, Geeta Dutt
Music By: J.P. Kaushik
Lyricist(s): Ali Sardar Jafri

Ae raat zara aahista guzar
Aahista gujar aahista gujar

Ae raat zara aahista guzar – 2
Aahista aahista aahista gujar – 2
Ae raat zara aahista guzar

(Jo bich nahi baki hatho me
Aanhko me magar ban baki hai) – (2)
Ye jam hai ye paymana hai – 2
Ye vina hai ye saki hai
Dil pyasa haye dil pyasa hai
Pyasi hai najar
Dil pyasa hai pyasi hai najar
Ae raat zara aahista guzar
Aahista aahista aahista gujar
Ae raat zara aahista guzar – 2
(Aahista aahista aahista gujar
Ae raat zara aahista guzar) – (2)

(Sab dub chuka hai maykhana
Or raat abhi bhi ye bhi nahi) – (2)
Khali huye sare jamo sab – 2
Ji bhar ke abhi pi bhi nahi
Is dard ko lekar jaye kidhar – 2
Ae raat zara aahista guzar
Aahista aahista aahista gujar
Ae raat zara aahista guzar
Alla hu allah hu – 2
Kitna jhutha hai ye daulat ka
Hukumat ka garur
Naam ka nasal ka izzat ka
Sarafat ka garur
Sab ki jhuk hai gardan – 2
Alla hu allah hu – 4

(Kya rang rangili dunia hai
Ek aur gunah karne to chale) – (2)
Bikhre huye lahko jalwe hai – 2
Daman jo jara bharne to chale
Raho ki na manjil ki hai khabar – 2

Ae raat zara aahista guzar
Aahista aahista aahista gujar
Ae raat zara aahista guzar – 2
(Aahista aahista aahista gujar
Ae raat zara aahista guzar) – (2)