Radha Ke Pyaar Lyrics

Posted by & filed under .


Song: Radha Ke Pyar
Movie: Amar
Singer(s): Asha Bhosle

Raadha ke pyaare krisn kanhaai
Teri duhaai -2

Ham bhi hain tere
Kuch to daya kar
Laakhon ki tune
Bigadi banaai

Raadha ke pyaare

Tu unka hai koi na jinka
Ho jag saagar hai main tinka
Toofaan se aaj bacha le
O mere paahan kaale
Fariyaad main le kar
Tere dwaar aayi

Krisn kanhaai more krisn kanhaai

Ham bhi hain tere
Kuch to daya kar
Laakhon ki tune
Bigadi banaayi

Sansaar ka tu hai raaja
O nirdhan ke kaam bhi aa ja
Preetam ka saath na choote
Beqas ki aas na toote
Main aasha ki kaliyaan
Charanon mein laai

Krisn kanhaai more krisn kanhaai

Ham bhi hain tere
Kuch to daya kar
Laakhon ki toone
Bigadi banaayi

Raadha ke pyaare