Saanso Kaa Chalna Dil Kaa Machalna Lyrics

Posted by & filed under , , .


Singer: Kamaal Khan
Movie : Jeet (1996)
Actor: Karishma Kapoor, Salman Khan

saanso ka chalna dil ka machalna
saanso ka chalna dil ka machalna
jiski badaulat hai
teri mohabbat hai
teri mohabbat hai

khwabo me aana aake satana
khwabo me aana aake satana
jiski shararat hai
teri mohabbat hai
teri mohabbat hai

saanso ka chalna dil ka machalna
saanso ka chalna dil ka machalna
jiski badaulat hai
teri mohabbat hai
teri mohabbat hai

tere jaisa nahi koyi
nahi koyi meri jane wafa
tera hasna tera chalna
nahi dekhi maine aisi ada

tere jaisa nahi koyi
nahi koyi meri jane wafa
tera hasna tera chalna
nahi dekhi maine aisi ada

yeh khushbu yeh aankhe
yeh chehra
tu lagti hai kamsin pari
mai hota agar koyi shayar
toh karta koyi shayari

kesu girana daman me aana
kesu girana daman me aana
kiski inayat hai
teri mohabbat hai
teri mohabbat hai

khwabo me aana aake satana
khwabo me aana aake satana
jiski shararat hai
teri mohabbat hai
teri mohabbat hai

na na na jalima
na na na na na na

tere charche teri yaade
teri baaho me khoyi rahi
tera jalwa najar me tha
mai toh jagi ya soyi rahi

tere charche teri yaade
teri baaho me khoyi rahi
tera jalwa najar me tha
mai toh jagi ya soyi rahi

meri dhadkano pe likhi hai
kahani teri janeja
mai hone lagi dhire dhire
divani teri janeja

iss jindagi ko divanagi ko
iss jindagi ko divanagi ko
kiski jarurat hai
teri mohabbat hai
teri mohabbat hai

saanso ka chalna dil ka machalna
saanso ka chalna dil ka machalna
jiski badaulat hai
teri mohabbat hai
teri mohabbat hai

khwabo me aana aake satana
khwabo me aana aake satana
jiski shararat hai
teri mohabbat hai
teri mohabbat hai

saanso ka chalna dil ka machalna
khwabo me aana aake satana
jiski badaulat hai
teri mohabbat hai
teri mohabbat hai