Satyam Shivam Sundaram Lyrics

Posted by & filed under , , .

name:-Satyam Shivam Sundaram (1978)
singer:-Lata Mangeshkar
Actor:-Shashi Kapoor
Lyricistv : Narendra Sharma
Music By:- Laxmikant Pyarelal

ishwar satya hai, satya hi shiv hai, shiv hi sundar hai
jaago uth kar dekho, jivan jyot ujaagar hai
satyam shivam sundaram, satyam shivam sundaram
satyam shivam sundaram, sundaram aa, aa aa
satyam shivam sundaram, satyam shivam sundaram
ishwar satya hai, satya hi shiv hai, shiv hi sundar hai
satyam shivam sundaram

raam avadh me
raam avadh me, kaashi me shiv, kanha vrindaavan me
daya karo prabhu, dekho inko
daya karo prabhu, dekho inko
har ghar ke aangan me, radha mohan sharanam
satyam shivam sundaram, aa satyam shivam sundaram

ek surya hai
ek surya hai, ek gagan hai, ek hi dharti mata
daya karo prabhu, ek bane sab
daya karo prabhu, ek bane sab
sabka ek se naata radha mohan sharanam