Sawan Ka Mahina Aa Gaya Lyrics

Posted by & filed under , , , , , , .

Album name:-Nehle Peh Dehlaa (1976)
Singer :Lata Mangeshkar, Kishore Kumar
Actor:- Sunil Dutt, Saira Banu
Lyricist:-Anand Bakshi
Music By:-R D Burman

sawan ka mahina aa gaya
sawan ka mahina aa gaya
sawan ka mahina aa gaya
jina nahi aata tha jin logo ko
un logo ko jina aa gaya ho
sawan ka mahina aa gaya
ho pina nahi aata tha jin logo ko
un logo ko pina aa gaya
haye sawan ka mahina aa gaya

kitne baras tarse abke baras barse
kitne baras tarse abke baras barse
ambar pe badal dharti pe premi
chahakar kitne baras tarse

o rab jane kya bat hui kaisi ye barsat hui
tune angdai jo li to kaliyo ko
kaliyo ko pasina aa gaya
haye sawan ka mahina aa gaya

pani nahi barsa haye barsi hai aag piya
pani nahi barsa haye barsi hai aag piya
kahte hai sab ke bairan barkha me
abke pani nahi barsa
ho aag to phir bhuj jati hai
pyas bahut tadpati hai
kahe tum pyase maujo me is dil ka
is dil ka saphera aa gaya ho
sawan ka mahina aa gaya
jina nahi aata tha jin logo ko
un logo ko jina aa gaya
ho sawan ka mahina aa gaya
sawan ka mahina aa gaya
sawan ka mahina aa gaya