Sherowali Mata Ka Jab Naam Lyrics

Posted by & filed under , , , .


Song: Sherowali Mata Ka Jab Naam
Movie: Amba
Singer(s): Kavita Krishnamurthy, Sukhwinder Singh, Suresh Wadkar
Music By: Laxmikant-Pyarelal
Lyricist(s): Anand Bakshi

Ashi char churashi kanthyawali mata
Teri sada hi jai
Uchiya pahada wali mata
Teri sada hi jai
Uchiya latha wali mata
Teri sada hi jai

Sherowali mata ka jab naam jhuba par aata hai – 2
Janam safal ho jata hai – 3
Aaj mata ka jagrata hai
Jai mata di – 4
Jago sone walo
Arey jago sone walo
Darshan dene wali mata hai
(Mata ka jagrata hai
Aaj mata ka jagrata hai) – (4)
Mata ke darshan karne se
Maan mandir ban jata hai
(Mata ka jagrata hai
Aaj mata ka jagrata hai) – (2)
Jai mata di – 4

Khushiya bate sherowali – 2
Logo bhar lo jholiya khali
Kuch mat mango banke sawali
Mata ke bhakto ko bin mange sab mil jata hai
Janam safal ho jata hai – 2
(Mata ka jagrata hai
Aaj mata ka jagrata hai) – (3)

Aao chale sab gam ke mare – 2
Jag jivan ke raste sare
Aate hai mata ke daware
Mata ke daware se sidha swrag ko rashta jata hai
Janam safal ho jata hai – 3
Aaj mata ka jagrata hai
(Mata ka jagrata hai
Aaj mata ka jagrata hai) – (4)

Jhuti khushi se khush mat hona – 2
Sancha jal kab mile mat rona
Ye jivan me ek sawpan salona
Jo khoya jo paya jag me
Jag me hi rah jata hai
Janam safal ho jata hai – 3
Aaj mata ka jagrata hai
Mata ka jagrata hai
Aaj mata ka jagrata hai
Sherowali mata ka jab naam jhuba par aata hai
Janam safal ho jata hai – 3
Aaj mata ka jagrata hai
Jai mata di – 2
Sherowali mata ki jai jai bolo – 2
Ho bahrowali mata ki jai jai bolo
Bahrowali mata ki jai jai bolo
Jai mata di – 8
(Sare bolo
Jai mata di) – (2)
Jai mata di