Suno Meri Jaan Ho Tum Lyrics

Posted by & filed under , .

Song: Suno Meri Jaan Ho Tum
Movie: Aaja Meri Jaan
Singer(s): Anuradha Paudwal
Music By: Amar Utpal, R D Burman, Nikhil-Vinay

(Aaja sanam warana toh hum mar jaayenge
O meri jaan meri kasam hai tumako
Tere bina jina bhi kya hai jina
Suno meri jaan ho tum, aa chalo kahi dur chale
Jahan koyi na hamko mile, bas tum ho aur main hoon
Jaaneja i love you, jaaneja) – (2)

Puchhati ho hawa ke khushbu se main toh piya
Phul meri mohabbat ka kaise yeh murajha gaya
Koyi baadal kahin ?? taara hamein jkab uda
Tere aane ka har baar mujhko toh dhoka huwa
Suno meri jaan ho tum, aa chalo kahi dur chale
Jahan koyi na hamko mile, bas tum ho aur main hoon
Jaaneja i love you, jaaneja
Aaja sanam warana toh hum mar jaayenge
O meri jaan meri kasam hai tumako
Tere bina jina bhi kya hai jina

Dhadkane meri jis din so jaayengi yeh bejubaan
Mujhko lagata hai tab aake chale aaoge tum yahaan
Main rahu na rahu pyaar ke toh rahenge nishaan
Har najaara kahega mere dil ki yeh daastaan