Tauba Tauba Jab Tujhe Dekhoon Lyrics

Posted by & filed under , , , , , .

Album name:-Main Tera Dushman (1989)
Singer:-Udit Narayan, Anuradha Paudwal
Actor:-Jaya Prada
Lyricist:-Indeevar
Music By:-Laxmikant Pyarelal

jhum jhum jhum naka jhum jhum
jhum jhum jhum naka jhum jhum
kat gaya bichhua jhum nakan jhum jhum
jhum jhum jhum naka jhum jhum
jhum jhum jhum naka jhum jhum

kya pyas hai ye kya dard hai ye
kya pyas hai ye kya dard hai ye
kya hal huya behal huya
toba toba jab tujhe dekhu
mujhe kuch ho jaye
toba toba jab tujhe dekhu
mujhe kuch ho jaye
kya zahar hai ye kya lahar hai ye
kya zahar hai ye kya lahar hai ye
mai jan gayi meri jaan gayi
toba toba jab tujhe dekhu
mujhe kuch ho jaye
toba toba jab tujhe dekhu
mujhe kuch ho jaye

tere bin din bite na na to bite raina
tere bin din bite na na to bite raina
khoyi rahu teri yado me aaye na ye chaina
khoyi rahu teri yado me aaye na ye chaina
arey aisa bhi kya, arey aisa bhi kya
huya bavari bhed jiya ka zara kholna
humko tera nahi bharosa
kuch bhi tujhse nahi bolna
nahi bolna nahi bolna nahi bolna

kaise kahu kah na saka hu
dil mera ghabraye
kaise kahu kah na saka hu
dil mera ghabraye
toba toba jab tujhe dekhu
mujhe kuch ho jaye

maine tujhe kal dekha tha
arey kal dekha tha
aayi thi tu khavabo me
maine tujhe kal dekha tha
aayi thi tu khavabo me
tune liya jab baho me
lipati mai hi jhabo me
tune liya jab baho me
lipati mai hi jhabo me
phir aage kya huya bavare
zara kahani batlana
zara kahani batlana
kahne ki wo bat nahi hai
mushkil hai tujhko samjhana
aise inko batau mujhko sharam aaye
toba toba jab tujhe dekhu
mujhe kuch ho jaye
kya pyas hai ye kya dard hai ye
kya pyas hai ye kya dard hai ye
kya hal huya behal huya
toba toba jab tujhe dekhu
mujhe kuch ho jaye
toba toba jab tujhe dekhu
mujhe kuch ho jaye
arey toba toba jab tujhe dekhu
mujhe kuch ho jaye

jhum jhum jhum naka jhum jhum
jhum jhum jhum naka jhum jhum
jhum jhum jhum naka jhum jhum
jhum jhum jhum naka jhum jhum
jhum jhum jhum naka jhum jhum
jhum jhum jhum naka jhum jhum

lyrics typed by : rekha panghal