Singer: Roop Kumar Rathod, Lata Mangeshkar
Movie / Album: Veer Zaara (2004)
Actor: Shahrukh Khan, Preity Zinta
ere liye, ham hai jiye, hontho ko siye
tere liye, ham hai jiye, har aansu piye
dil me magar, jalte rahe, chahat ke diye
tere liye, tere liye
tere liye, ham hai jiye, har aansu piye
tere liye, ham hai jiye, hontho ko siye
dil me magar, jalte rahe, chahat ke diye
tere liye, tere liye
zindagi, le ke aayi hai, bite dino ki kitab
zindagi, le ke aayi hai, bite dino ki kitab
ghere hai ab hame, yaade behisab
bin puchhe mile mujhe, kitne sare jawab
chaha tha kya, paya hai kya, hamne dekhiye
dil me magar, jalte rahe, chahat ke diye
tere liye, tere liye
kya kahu, duniya ne kiya, mujh se kaisa bair
kya kahu, duniya ne kiya, mujh se kaisa bair
hukam tha, mai jiyu, lekin tere bager
nadan hai wo, kehte hai jo, mere liye tum ho gair
kitne sitam, ham pe sanam, logo ne kiye
dil me magar, jalte rahe, chahat ke diye
tere liye, tere liye
tere liye, ham hai jiye, hontho ko siye
tere liye, ham hai jiye, har aansu piye
dil mai magar, jalte rahe, chahat ke diye
tere liye, tere liye, tere liye, tere liye
tere liye, tere liye