Album: Chirag (1969)
Teri aankhon ke siva
Duniya mein rakha kya hain
Teri aankhon ke siva
Duniya mein rakha kya hain
Yeh uhte subah chale
Yeh jhuke shaam dhale
Mera jeena mera marna
Inhi palkon ke tale
Teri aankhon ke siva
Duniya mein rakha kya hain
Palkon ki galiyon mein
Chehere baharon ke haste hue
Hain mere khawabon ke
Kya kya nagar inme baste hue
Palkon ki galiyon mein
Chehere baharon ke haste hue
Yeh uhte subah chale
Yeh jhuke shaam dhale
Mera jeena mera marna
Inhi palkon ke tale
Teri aankhon ke siva
Duniya mein rakha kya hain
Inme mere aanewale
Zamane ki tasveer hain
Chahat ke kajal se likhi hui
Meri taqdeer hain
Inme mere aanewale
Zamane ki tasveer hain
Yeh uhte subah chale
Yeh jhuke shaam dhale
Mera jeena mera marna
Inhi palkon ke tale
Teri aankhon ke siva
Duniya mein rakha kya hain
Yeh uhte subah chale
Yeh jhuke shaam dhale
Mera jeena mera marna
Inhi palkon ke tale
Teri aankhon ke siva
Duniya mein rakha kya hain
Teri aankhon ke siva
Duniya mein rakha kya hain