name:-Ram Teri Ganga Maili (1985)
singer: – Lata Mangeshkar
Actor:-Mandakini, Rajeev Kapoor
Lyricis :Ravindra Jain
Music By:-Ravindra Jain
tujhe bulaye ye meri bahe na aisi ganga kahi milegi
mai tera jiwan mai teri kismat ke tujhko mukti yahi milegi
mere hi pas tujhe aana hai tere hi sath mujhe jana hai
mere hi pas tujhe aana hai tere hi sath mujhe jana hai
ganga ye teri hai fir kaisi deri hai
aaja re aaja re ab aa bhi ja
tu aa bhi ja o ho ho aa bhi ja
pahadiyo ki bulandiyo se, kabhi kinaro ke darmya
kabhi najar se kabhi juba se, tujhe pukara kaha kaha se
tu jiski khoj me aaya wo jisne tujhko bulaya hai
tu jiski khoj me aaya wo jisne tujhko bulaya hai
parwat ke piche hai jharne ke niche hai
aaja re aaja re ab aa bhi ja
tu aa bhi ja o ho ho aa bhi ja
kohre ki chadar lapete hu, pani me khud ko samete hu
kohre ki chadar lapete hu, pani me khud ko samete hu
baho me ghere me man ke basere me
aaja re aaja re ab aa bhi ja
tu aa bhi ja o ho ho aa bhi ja
suno to ganga ye kya sunaye ke mere tat par wo log aaye
jinhone aise niyam banaye ke pran jaye par vachan na jaye
vaade pe tere bharosa hai, main janti hu tu mera hai
vaade pe tere bharosa hai, main janti hu tu mera hai
jab tak na aayega dil mera gaayega
aaja re aaja re ab aa bhi ja
tu aa bhi ja o ho ho aa bhi ja
o sayiba, o sayiba, o sayiba