Tum Gaye Sab Gaya Lyrics

Posted by & filed under .


Singer: Hariharan
Movie : Maachis (1996)
Actor: Tabu, Chandrachud Singh

tum gaye sab gaya
tum gaye sab gaya
koi apni hi mitti tale
dab gaya

tum gaye sab gaya
tum gaye sab gaya
koi apni hi mitti tale
dab gaya
tum gaye sab gaya

koi aaya tha
kuch der pahle yaha
leke mitti se
lepa hua aasma

abr par dal kar wo gaya
kab gaya
tum gaye sab gaya
tum gaye sab gaya

hatho pairo me tanhaiya
chalti hai
meri aankho me parchhaiya
chalti hai

ek sailab tha
sara ghar bah gaya
fir bhi jine ka
thoda sa dar rah gaya

jakhm jine ke kyu de gaya
jab gaya
tum gaye sab gaya
tum gaye sab gaya

koi apni hi mitti tale
dab gaya
tum gaye sab gaya
tum gaye sab gaya