Tum Tana Na Na Na Ta Thaiya Lyrics

Posted by & filed under .


Song: Tum Tana Na Na Na Ta Thaiya
Movie: Aamdani Atthani Kharcha Rupaiya
Singer(s): Preeti-Pinky,an, Shaan

Oh saajan, oh jaane jaana, (humse hai yeh jamaana – 2)
Ta thaiya ta thaiya ta thai – 2
Ta thaiya ta thaiya……..

Tum tana na na na ta thaiya – 2
Hum toh saajan teri hai chhaiya chhaiya chhaiya chhaiya
Tum tana na na na ta thaiya
Hum toh saajan teri hai chhaiya
Aap ke sone mukhde ki – 2, hum hi toh hai do ankhiya ankhiya
Tum tana na na na ta thaiya
Hum toh saajan teri hai chhaiya
Tum tana na na na ta thaiya
Hum toh saajan teri hai chhaiya
Aap ke sone mukhde ki, hum hi toh hai do ankhiya
Tum tana na na na ta thaiya
Hum toh saajan teri hai chhaiya

Tum chaai ho toh hum pyaali hai, tum rail ho toh hum patri hai – 2
Chhodo yeh nakhra jaane do, hat jaao hawa ko aane do
Hai maamla fifty fifty ka, hum dono hai barabar
Fifty nahin ho tum zero hai, dekho aaine mein jaakar
Tum tana na na na ta thaiya – 2
Hum to saajan teri hai chhaiya
Aap ke sone mukhde ki, hum hi toh hai do ankhiya
Tum tana na na na ta thaiya
Hum to saajan teri hai chhaiya
Ta thaiya ta thaiya…………….

Bharte na maang tumhaari hum, reh jaati yuun hi kunwaari tum – 2
Tumhe deke dahej kharida hai, aurat ne mard ko jeeta hai
Kis kaam ki rahi hai aurat, ise paala hai mard ne
Kyon bhul gaye tum raj kiya india pe indira ne
Tum tana na na na ta thaiya – 2
Hum toh saajan teri hai chhaiya
Aap ke sone mukhde ki, hum hi toh hai do ankhiya
Tum tana na na na ta thaiya
Hum toh saajan teri hai chhaiya
Ta thaiya ta thaiya……….