Album name :- Khandan (1965)
Singer :- Lata Mangeshkar
Actors :- Sunil Dutt, Om Prakash, Nutan
Lyricist :- Rajinder Krishan
Music :- Ravi
Tumhi Mere Mandir, Tumhi Meri Puja
Tumhi Devta Ho, Tumhi Devta Ho
Tumhi Mere Mandir, Tumhi Meri Puja
Tumhi Devta Ho, Tumhi Devta Ho
Koi Meri Aankho Se Dekhe To Samajhe
Ke Tum Mere Kya Ho, Ke Tum Mere Kya Ho
Tumhi Mere Mandir, Tumhi Meri Puja
Tumhi Devta Ho, Tumhi Devta Ho
Jidhar Dekhti Hu Udhar Tum Hi Tum Ho
Na Jane Magar Kin Khayalo Me Gum Ho
Jidhar Dekhti Hu Udhar Tum Hi Tum Ho
Na Jane Magar Kin Khayalo Me Gum Ho
Mujhe Dekhkar Tum Zara Muskura Do
Nahi To Mai Samajhugi, Mujhse Kafa Ho
Tumhi Mere Mandir, Tumhi Meri Puja
Tumhi Devta Ho, Tumhi Devta Ho
Tumhi Mere Mathe Ki Bindiya Ki Jhilmil
Tumhi Mere Hatho Ke Gajro Ki Manzil
Tumhi Mere Mathe Ki Bindiya Ki Jhilmil
Tumhi Mere Hatho Ke Gajro Ki Manzil
Mai Hun Ek Chhoti Si Maati Ki Gudiya
Tumhi Pran Mere, Tumhi Aatma Ho
Tumhi Mere Mandir, Tumhi Meri Puja
Tumhi Devta Ho, Tumhi Devta Ho
Bahut Raat Biti Chalo Mai Sula Du
Pavan Chhede Sargam Mai Lori Suna Du
Bahut Raat Biti Chalo Mai Sula Du
Pavan Chhede Sargam Mai Lori Suna Du
Tumhe Dekhkar Ye Kayal Aa Raha Hai
Ke Jaise Farishta Koi So Raha Hai
Tumhi Mere Mandir, Tumhi Meri Puja
Tumhi Devta Ho, Tumhi Devta Ho
Tumhi Mere Mandir, Tumhi Meri Puja
Tumhi Devta Ho, Tumhi Devta Ho