Tumko Sanam Pukar Ke Chal De Na Din Bahar Ke Lyrics

Posted by & filed under , , .

name:-Diwana (1968)
singer :Sharda
Actor:-Raj Kapoor,
Lyricist:-Shailendra
Music By:-Shankar Jaikishan

tumko sanam pukar ke chal de na din bahar ke
aaja tadapke hai aa bhi ja tadapke hai hum

tum bin to is jaha me koi nahi hamara
bas ye ek aash tumse ek aasara tumhara
bas ye ek aash tumse ek aasara tumhara
tumko sanam pukar ke chal de na din bahar ke
aaja tadapke hai aa bhi ja tadapke hai hum

ye bat apne dil ki hum kah na paye tumse
lekin chhupa hi kya hai jo dil chhupaye tumse
lekin chhupa hi kya hai jo dil chhupaye tumse
tumko sanam pukar ke chal de na din bahar ke
aaja tadapke hai aa bhi ja tadapke hai hum
tumko sanam pukar ke chal de na din bahar ke
aaja tadapke hai aa bhi ja tadapke hai hum

lyrics typed by : rekha panghal