Tumko Khush Dekh Kar Lyrics

Posted by & filed under , , .


Song: Tumko Khush Dekh Kar
Movie: Aap Ke Deewane
Singer(s): Kishore Kumar, Mohammad Rafi
Music By: Rajesh Roshan
Lyricist(s): Anand Bakshi

Tumko khush dekh kar mai bahut khush hua – 2
Ye aankh bhar aayi to phir kya hua
Phir kya hua
Tumko khush dekh kar mai bahut khush hua – 2

Kaun si sakh par kaun sa gul khile – 2
Yaro ye to nasibo ke hai faisle
Isliye phir kare koi shikva gila
Tumko khush dekh kar mai bahut khush hua
Ye aankh bhar aayi to phir kya hua
Phir kya hua
Tumko khush dekh kar mai bahut khush hua – 2

Tumne kya kah diya humne kya sun liya – 2
Uljhne mit gayi aa gaya chain sa
Dard ko mil gayi jaise koi dava
Tumko khush dekh kar
Mai bahut khush hua ye aankh bhar aayi
To phir kya hua phir kya hua
Tumko khush dekh kar mai bahut khush hua – 2

Sari duniya se ye zindagi hai badi – 2
Zindagi se magar dosti hai badi
Dosto dosti ke liye shukriya
Tumko khush dekh kar mai bahut khush hua
Ye aankh bhar aayi to phir kya hua
Phir kya hua
Tumko khush dekh kar mai bahut khush hua – 2