name:- Anari (1959)
singer :Lata Mangeshkar
Actor:-RAJ KAPOOR
Lyricist :Hasrat Jaipuri
Music By:Anil Biswas
wo chaand khila wo taare hase, ye raat ajab matwari hai

samajhne wale samajh gaye hai, na samjhe na samjhe wo anari hai

chaandi ki chamakti raahe, wo dekho jhum jhum ke bulaye

kirno ne pasari baahe ke arma naach naach laharaye
baaje dil ke taar gaaye ye bahaar, utare hai pyar jivan me
baaje dil ke taar gaaye ye bahaar, utare hai pyar jivan me
wo chaand khila wo taare hase, ye raat ajab matwari hai
samajhne wale samajh gaye hai, na samjhe na samjhe wo anari hai
wo chaand khila wo taare hase, ye raat ajab matwari hai
teri laal chunariya kaali, bahaare kispe aaj hai deewani

chanda ki chaal mastani hai pagal din me raat ki rani
taaro ka jaal mere dil me taal, puchho na haal mere dil ka