Yahi Hai Fasaana Humaara Tumhaara Lyrics

Posted by & filed under .


Song: Yahi Hai Fasaana Humaara Tumhaara
Movie: Aafreen Vol. 1 (Non-Film)
Singer(s): Pankaj Udhas

Yahi hai fasaana humaara tumhaara – 2
Jamaana deewaana humaara tumhaara
Yahi hai fasaana humaara tumhaara – 2

Jamane ki rasmo mein shaamil rahega – 3
Woh milna milaana humaara tumhaara – 2
Jamaana deewaana humaara tumhaara
Yahi hai fasaana humaara tumhaara

Gulo ki kitaabo ka unvaan hoga – 3
Yahi muskuraana humaara tumhaara – 2
Jamaana deewaana humaara tumhaara
Yahi hai fasaana humaara tumhaara

Mulakaat apani hai sadiyo puraani – 3
Yeh rishta puraana humaara tumhaara – 2
(Jamaana deewaana humaara tumhaara
Yahi hai fasaana humaara tumhaara) – 2