Ye Din, Din Hain Kushi Ke Lyrics

Posted by & filed under , , , , .

name:-Jab Se Tumhe Dekha Hai (1963)
singer:-Suman Kalyanpur, Manna Dey
Actor:-Pradeep Kumar,
Lyricist:-Shailendra
Music By:-Dattaram Wadkar

ye din, din hain kushi ke
aaja re, aaja mere saathi zindagi ke

ye hai suhana samaan pyaar ka
saari zindagi mein aitabaar ka
sun le sur ye baansuri ke
aaja re, aaja mere saathi zindagi ke

bite jo yun hi intazaar mein
phir kya maza hai is bahaar mein
ye pal haay bekasi ke
aaja re, aaja mere saathi zindagi ke

main saaz tu meri aavaaz hai
tu meri zindagi ka raaz hai
kuchh din kya karenge ji ke
aaja re, aaja mere saathi zindagi ke