Ye Rang Na Chhootega Ulfat Ki Nishani Hai Lyrics

Posted by & filed under , , , , , .

Movie name:-China Town (1962)
singer:-Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Actor:-Shammi Kapoor
Lyricist:-Majrooh Sultanpuri
Music By:-Ravi

ye rang na chutega ulfat ki nishani hai
ye rang na chutega ulfat ki nishani hai
kuch tera fasana hai kuch meri kahani hai
ye rang na chutega ulfat ki nishani hai
ye rang na chutega

lahara ke utha mausam, ruth banke karar aayi
lahara ke utha mausam, ruth banke karar aayi
aayi to magar kitna tarsa ke bahar aayi
tarsa ke bahar aayi, par kitni suhani hai
ye rang na chutega

aanke hai tumhari ya chalka hua paimana
aanke hai tumhari ya chalka hua paimana
apna to mohbbat me ho gaya diwana
ya hum hi diwane ya ruth hi diwani hai
ye rang na chutega

dekho na bhula dena in pyar ki vaado ko
dekho na bhula dena in pyar ki vaado ko
jab preet lagi tumse, kuch maine bithayi hai
ye rang na chutega ulfat ki nishani hai
kuch tera fasana hai kuch meri kahani hai
ye rang na chutega ulfat ki nishani hai
ye rang na chutega