Ye Pal Lyrics

Posted by & filed under .


Song: Ye Pal
Movie: Aasama
Singer(s): Call The Band
Music By: Afsar, Sajid Ali

(Main deewaana) – 4
Aisa lamhaa tha, ke man karta tha
Jeeloon main baar baar, main deewaana
Aanewaala kal na jaane kispal
Le jaata hai kahaan.. hai kisne jaana
Ab kya afsaana, likhta hai aasma
Karle thoda intzaar, jaaye naa tu fisal
Guzrega ye pal, itna kyun hai bekaraar
Kaaye ki hai fikar, guzrega.. ye pal

Achchha lagta hai, chaahe sapna hai
Parwaah nahi hai yaar
Par main deewaana, ye bhi naa jaana
Hai jeena to ek baa..r
Dil tode saare, par sunle pyaare
Sab chalta hai yahaan
Karle thoda intzaar, jaaye naa tu fisal
Guzrega ye pal, itna kyun hai bekaraar
Kalki hai fikar, guzrega.. ye pal

Is jahaan se us jahaan tak
Is zameen se aasmaan tak
Ho.. intzaar.. intezaar.. intzeaar..
Main deewaana, intezaar…