Yeh Kaun Aaya Lyrics

Posted by & filed under , , .


Song: Yeh Kaun Aaya
Movie: Baazi
Singer(s): Geeta Dutt
Music By: S D Burman
Lyricist(s): Sahir Ludhianvi

Oh ho ho ho ho…………..
Ta ra ra ram……..
Ha ha ha ha……..
Ta ra ra ram……..

Yeh kaun aaya
Yeh kaun aaya, ke mere dil ki duniya me bahar aayi – (2)
Yeh kaun aaya………

Achanak yeh mere hatho me kiska hath aaya hai
Naa mai janu, naa dil jane, woh apna yeh paraya hai
Yeh kaun aaya ke, mai apni hi dhadkan sun ke sharmaya

Yeh kaun aaya, ke mere dil ki duniya me bahar aayi
Yeh kaun aaya………

Dulhan ban ke jawani ki, umange gungunati hain
Bata hai kaun aankho me, ke aankhe muskurati hain
Bikhar ke kiski banho se, yeh meree julf laharayi

Yeh kaun aaya………

Yeh kaun aaya, ke mere dil ki duniya me bahar aayi
Yeh kaun aaya………