Yeh Aasmaan Yeh Jamin Tu Basi Hai Har Kahin Lyrics

Posted by & filed under .


Song: Yeh Aasmaan Yeh Jamin Tu Basi Hai Har Kahin
Movie: Aakhari Decision
Singer(s): Hamza Faruqui
Music By: Bapi-Tutul, Hanif Shaikh

Yeh aasmaan yeh jamin tu basi hai har kahin – (2)
Tere bin mera jina nahi
Tere bin kuchh nahi – (8)

(Suni suni raatein badhaaye teri yaadein
Kahaan le chali mujhako deewaanagi) – (2)
Tu shaks main kawar mein, jamin pe rehgujar mein
Hai rehati wahaan pe teri dilkashi
Ho na jaau paagal – (2)
Hai kaarwaan phir bhi kamin tu basi hai har kahin
Tere bin mera jina nahi
Tere bin kuchh nahi – (8)