Yeh Dil Kya Kare Lyrics

Posted by & filed under , , .


Singer: Udit Narayan, Alka Yagnik
Movie / Album: Dil Kya Kare (1999)
Actor: Ajay Devgan, Kajol

jadu sa chhane laga, pagal banane laga
kuchh yad aane laga, kuchh bhul jane laga
kya naa kare kya kare, yeh dil kya kare – (2)

divana pagal sa dil, aankho ke kajal sa dil
lehrate aanchal sa dil, julfo ke badal sa dil
tarse naa yeh barse naa yeh, (yeh dil kya kare -2)

jadu sa chhane laga, pagal banane laga
kuchh yad aane laga, kuchh bhul jane laga
kya naa kare kya kare, yeh dil kya kare – (2)

tumse chura le tumhe, sabse chhupa le tumhe
jan se laga le tumhe, apna bana le tumhe
mai betab hu tu beche hai, (yeh dil kya kare -2)

jadu sa chhane laga, pagal banane laga
kuchh yad aane laga, kuchh bhul jane laga
kya naa kare kya kare, yeh dil kya kare – (2)