Aadmi Khilona Hain Lyrics

Posted by & filed under .


Song: Aadmi Khilona Hain
Movie: Aadmi Khilona Hain
Singer(s): Alka Yagnik

Raatein dhalati nahi, din bhi niklta nahi
Usaki marzi bina patta hilta nahi
(Rab jo chaahe wahi toh hona hain
Aadmi khilona hain – 2) – 2

(Jina hain haske humein jeevan ka har pal
Koyi na jaane yaha kya ho jaaye kal) – 2
Har khwaab yahaan pe sajona hain – 2
Aadmi khilona hain – 2
Rab jo chaahe wahi toh hona hain – 2
Aadmi khilona hain – 6